Aur Pyaar Karna Hai lyrics | Neha K, Guru Randhawa | Sachet-Parampara | Sayeed | Arvindr
Aur Pyaar Karna Hai song Lyrics in English by Guru Randhawa & Neha Kakkar is a Latest Hindi song. Guru Randhawa & Neha Kakkar sings “Aur Pyaar Karna Hai” song and the song featuring Guru Randhawa & Neha Kakkar. Music composed by Sachet-Parampara

Singer | Neha K, Guru Randhawa |
Singer | Aur Pyaar Karna Hai |
Music | Sachet-Parampara |
Song Writer | Sayeed Quadri |
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumaar karna hai
Jab talak jahaan se
Bichhadna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumaar karna hai
Abhi humein muddaton
Dilon ki baat karni hai
Abhi bohat si baarishein
Sath ghuzarni hain
Woh kabhi bhi koyi ashq jo teri
Aankh bhigana chahega
Tujhse pehle in aankhon mein
Aake woh ruk jayega
Aake woh ruk jayega
Abhi tumhein aur humein
Yeh ikraar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Kayi khwahishon ko poora karna hai
Kayi dhoop chhanv se ghuzaran hai
Khushgawar khwaabon ko in haseen
Palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam
Jab talak ki saanson ka chalna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
If you find any mistake in “ Aur Pyaar Karna Lyrics” Please let us know in the Comment Below…Thanks…
One Comment