Bepanah pyaar tujhse tu kyun jaane na lyrics Sung By Payal Dev and Yasser Desai And Feat. By Surbhi Chandna and Sharad Malhotra Is The new Hindi Song With Lyrics: Shabbir Ahmed and Payal Dev

Bepanah pyaar Info :
Singers – Payal Dev & Yasser Desai
Music Composer – Payal Dev
Lyrics – Kunaal Vermaa
Music Producer – Aditya Dev
Tu samne ho jahaan bhi main jaaun
Saanson se loon naam zyada tera
Teri nigaahon mein main muskuraaun
Har dard tera ho aadha mera
Khwaab mumkin hua
Raat se din hua
Sirf tum aur hum hain ab yahaan
Maine aasma pe likh diya
Tu hai meri main hu bas tera
Ret se samandar ki tarah
Ab ye ishq hoga bepanah
Maine aasma pe likh diya
Main teri hu tu hai bas tera
Ret se samandar ki tarah
Ab ye ishq hoga bepanah
Manzilein na jaane kitne
Raaston ke baad aayi hain
Bekhatam mulaaqatein sau
Faaslon ke baad aayi hain
Ye hawaayein jaane kitne
Mausamon ke baad aayi hai
Raahatein hamaare dil ko
Sau ghamon ke baad aayi hain
Zindagi ke liye
Maangte the tujhe
Tu meri zindagi hi ban gaya
Maine aasma pe likh diya
Main teri hu tu hai bas tera
Ret se samandar ki tarah
Ab ye ishq hoga bepanah
Maine aasma pe likh diya
Tu hai meri main hu bas tera
Ret se samandar ki tarah
Ab ye ishq hoga bepanah