Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics in hindi Lyrics of Mera Dil Yeh Pukare Aaja song sung by Lata Mangeshkar is a Hindi song from Nagin movie

Mera Dil Ye Pukare Aaja song details:
Song: | Mera Dil Yeh Pukare Aaja |
Movie: | Nagin |
Singer: | Lata Mangeshkar |
Lyrics: | Rajinder Krishan |
Music: | Hemant Mukherjee |
Cast: | Pradeep Kumar, Vaijayanti Mala, Jeevan |
Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics:
Aaja
Aaja
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Tu nahin to ye rut
Ye hawa kya karun, kya karun
Tu nahin to ye rut
Ye hawa kya karun
Dur tujhse main reh ke bata
Kya karun, kya karun
Suna suna hai jahan
Ab jaaun main kahan
Bas itna mujhe samajha ja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Aandhiyan wo chalin
Aashiyan lut gaya, lut gaya
Aandhiyan wo chalin
Aashiyan lut gaya
Pyaar ka muskuraata jahan
Lut gaya, lut gaya
Ek chhoti si jhalak
Mere mitne talak
O chand, o chand mere dikhala ja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Muh chhupake meri zindagi
Ro rahi, ro rahi
Muh chhupake meri zindagi ro rahi
Din dhala bhi nahin
Shaam kyon ho rahi, ho rahi
Teri duniya se hum
Le ke chale tera gham
Dam bhar ke liye to aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Related Song
Har Ghadi Badal Rahi Hai Roop Zindagi Lyrics | Sonu Nigam
Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Song Lyrics