Hindi

Mera Yaar Hans Raha Hai Lyrics | B Praak

MERA YAAR HAS RAHA HAI”BAARISH KI JAAYE (LYRICS)B Praak Ft.Nawazuddin Siddiqui|Jaani, Sunanda Sharma – Praak, Nawazuddin Siddiqui Lyrics

Mera Yaar Hans Raha Hai Lyrics song has written by Jaani and Music is given by B Praak. This is the first music video of Nawazuddin Siddiqui.baarish ki jaaye full video click  Downlaod 

Mera Yaar Hans Raha Hai Lyrics
Mera Yaar Hans Raha Hai Lyrics
Singer Praak, Nawazuddin Siddiqui
Song BAARISH KI JAAYE
Music B Praak
Song Writer Jaani

 

Barish ki jaye lyrics

Ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare

Agar usse baatein karni hai
Toh phir nazar jhuka ke kare
Toh phir nazar jhuka ke kare

Taare uske haath mein hone hi chaahiye
Jugnoo uske saath mein sone hi chaahiye
O khusbuon se uski sifaarish ki jaaye
O khusbuon se uski sifaarish ki jaaye

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye

Ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare

Ho ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare

Mohabbat-e-jaani ki poori khwahish ki jaaye
Mohabbat-e-jaani ki poori khwahish ki jaaye

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye

Haaye aashiq ho jaane mein kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein kitna waqt lagta hai
Dekha use toh ye maloom hua
Ke jannat ko paane mein kitna waqt lagta

Ye jamana jaane na
Kya kara sakti hai
O yaar mere ki nazar hai
Dariya dooba sakti hai

Uska bas chale toh saara dariya pee jaaye
Uska bas chale toh saara dariya pee jaaye

Ae khuda, ae khuda
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye