sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko lyrics in English by Asha Bhosle, Mohammed Rafi highlighting Zeenat Aman is a Hindi tune sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi.

Sajaunga Lutkar Bhi Lyrics info :
Song : Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko, Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Dali Ko
Singers: Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Music: R.D Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Movie: Yaadon Ki Baaraat (1973)
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Oh le liya dil, oh haai mera dil
Hai dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Ho sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Hain vafa kya is jahan ko
Ek din dikhla dunga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, hai mera dil
Hai dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
90s hit song list :
- Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics in English
- Aankh Hai Bhari Bhari Lyrics in English |Kumar Sanu
- Jaadu teri nazar Khushbu tera badan Lyrics| Udit Narayan
- Dil Ne Yeh Kaha Hai Dil Se Lyrics In English – Udit Narayan
- Dil Hai Ke Manta Nhain Lyrics in English | Kumar Sanu
- Lag Ja Gale Ke Phir Ye Hasi Raat Ho Na Ho Lyrics