Hindi

Tu Saamne Aaye Lyrics In English | Jubin Nautiyal

Jubin Nautiyal’s latest Hindi song, Tu Saamne Aaye, features Jubin Nautiyal and Yohani on vocals. Rocky Jubin provided the music, and Rocky Khanna wrote the song’s lyrics. Mateen Vakil, Yohani, Sakshi Joshi, and Jubin Nautiyal appear in the music video

SONG DETAILS:

Song: Tu Saamne Aaye

Singer(s): Jubin Nautiyal, Yohani

Musician(s): Jubin Nautiyal, Rocky khanna

Tu Saamne Aaye Lyrics In English|Jubin Nautiyal

Jo Milke Bichadte

Bichadke Ke Wo Milte Kyun

Sansein Tham Jayein

Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi

Dekhun Main Tujhi Ko Kyun

Khushbu Si Kyun Aaye

Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun

Hai Basta Yun Tu Bata De

Aur Kyun Teri Rooh

Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Ye Nainon Ke Naate

Mil Kar Ban Jate Kyun

Junoon Jagaye

Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye

Jo Tu Saamne Aati Hai

Bas Jati Hai Kyun Meri Nazro Mein

Thoda Tadpati Hai

Aur Thoda Satati Raaton Mein

Jo Tu Saamne Aati Hai

Behlati Behkati Adaon Se

Jo Tu Saamne Aati Hai

Ruk Jati Hai Sansein

Kyun Tu Mujhme Kyun

Hai Basta Yun Tu Bata De

Aur Kyun Meri Rooh

Hai Rubaru Tujhse Tu Bata De

Muskan Ye Teri Aatish Ban Jaye Kyun

Wo Aag Lagaye Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye

Jo Milke Bichadte

Bichadke Ke Wo Milte Kyun

Sansein Tham Jayein

Jo Tu Saamne Aaye

Main Dekhun Jidhar Bhi

Dekhun Main Tujhi Ko Kyun

Khushb Si Kyun Aaye

Jo Tu Saamne Aaye

Kyun Tu Mujhme Kyun

Hai Basta Yun Tu Bata De

Aur Kyun Teri Rooh

Hai Rubaru Mujhse Tu Bata De

Ye Sath Hamara

Kisko Samjhaye Kyun

Dil Doob Hi Jaye

Jo Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye

Tu Saamne Aaye

More song Jubin:

 

Source link

Gazab ka hai din lyrics in english| Jubin N

Mast nazron se lyrics english -Jubin Nautiyal

Khushi Jab Bhi Teri Lyrics in English | Jubin Nautiyal