Tujhe Dekha Toh | Lyrical Song | Dilwale Dulhania Le Jayenge | SRK, Kajol | Anand Bakshi | DDLJ – Kumar Sanu, Lata Mangeshkar Lyrics
Tujhe Dekha To Ye Jana Sanam Lyrics by Kumar Sanu, Lata Mangeshkar is 90s song from Dilwale Dulhania Le Jayenge feat Shah Rukh Khan, Kajol.

Singer | Kumar Sanu, Lata Mangeshkar |
Song | Tujhe Dekha Toh |
Music | Jatin-Lalit |
Song Writer | Anand Bakshi |
Tujhe Dekha To Ye Jana Sanam Lyrics
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaaden teri
Mera hai kya sab kuch tera
Jaan teri saanse teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage sare gam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahun main kya karun
Ha tu samane baithi rahe
Main tujhe dekha karun
Tune aawaz di dekh main aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum